Birthday special: Naseeruddin Shah's 10 iconic dialogues

20 July,2015 09:20 AM IST |  Mumbai  |  mid-day online correspondent

From portraying the challenging character of Mahatma Gandhi in 'Hey Ram' to Khalu Jaan's role in 'Ishqiya', legendary actor Naseeruddin Shah has credited Bollywood with incredible movies

Birthday special: Naseeruddin Shah's 10 iconic dialogues


From portraying the challenging character of Mahatma Gandhi in 'Hey Ram' to Khalu Jaan's role in 'Ishqiya', legendary actor Naseeruddin Shah has credited Bollywood with incredible movies. The notable actor has been conferred with prestigious awards like Padma Bhushan, Padma Shri along with 3 National Awards and 3 Filmfare Awards.


Naseeruddin Shah. All pics/Jagran Post

On the occasion of his birthday today (July 20), we bring you his remarkable dialogues from Bollywood films...

Film: 'A Wednesday'
Dialogue: "Aapke ghar mein cockroach aata hai toh aap kya karte hai Rathore Sahab? ... aap usko paalte nahi maarte hai"

Film: 'Raajneeti'
Dialogue: "Sawaal jhande ke rang ka nahi hai, kyunki gareebi, bhukmari, bekaari, yeh sab rang poochke waar nahi karti. Yeh pet ki maari junta hai saahab, ek roti ka aasra de dijiye, do meethe vaade kar dijiye, yeh kisi bhi rang ka jhanda utha lenge"

Film: 'Dedh Ishqiya'
Dialogue:
"Saat mukaam hote hai ishq mein ... dilkashi, unss, mohabbat, aqeedat, ibaadat, junoon aur maut"

Film: 'The Dirty Picture'
Dialogue: "Jab sharafat ke kapde utarte hai ... tab sabse zyada mazaa sharifon ko hi aata hai"

Film: 'Tridev'
Dialogue: Paap se dharti phati, adharm se aasmaan, atyachaar se kaanpi insaaniyat, raj kar rahe haivaan ... jinki hogi taqat apoorv, jinka hoga nishana abhed, joh karenge inka sarvanaash ... woh kehlayenge Tridev!

Film: 'Sarfarosh'
Dialogue:
"Kuch hosh nahi rehta, kuch dhyan nahi rehta ... insaan mohabbat mein insaan nahi rehta"

Film: 'Iqbal'
Dialogue: "Dimaag aur dil jab ek saath kaam karte hai na ... toh farak nahi padta hai ki dimaag kaunsa hai aur dil kaunsa hai"

Film: 'Umrao Jaan'
Dialogue:
"Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye ... bus ek baar mera kaha maan lijiye ... is anjuman mein aapko aana hai baar baar ... deewar-o-dar ko gaur se pehchaan lijiye"

Film: '7 Khoon Maaf'
Dialogue: "Jisne kam mein jeena seekh liya ... usse kabhi kami nahi hoti"

Film: 'Khuda Kay Liye'
Dialogue:
"Ishq jab intehaan ko chhootaa hai, toh aashiq ka jee chahta hai ke who bhi dikhne mein apne mehboob jaisa ban jaaye. Kahin hum galati toh nahi kar rahe hai, ke aashiq ka pehla kadam ishq ki aakhri seedi pe rakhwa rahe hai!"

Catch up on all the latest entertainment news and gossip here. Also, download the new mid-day Android and iOS apps.

Mid-Day is now on Telegram. Click here to join our channel (@middayinfomedialtd) and stay updated with the latest news

"Exciting news! Mid-day is now on WhatsApp Channels Subscribe today by clicking the link and stay updated with the latest news!" Click here!
naseeruddin shah
Related Stories