Shah Rukh Khan's evergreen dialogues that won our hearts

01 November,2021 08:04 AM IST |  Mumbai  |  mid-day online correspondent

So which one is your favourite?

Shah Rukh Khan/AFP


Shah Rukh Khan, the Badshah of Bollywood is also the king of dialogues that are evergreen. As he turns 56 today, here's a look at his iconic dialogues that are etched in Bollywood history.

Baazigar (1993)
Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch haarna padta hai. Aur haar ke jeetne waale ko baazigar kehte hai.

Darr (1993)
I love you K..K..K.. Kiran!

Dilwale Dulhaniya Le Jayenge (1995)
Bade bade deshon main aisi choti choti baatien hoti rehti hai…Senorita

Kuch Kuch Hota Hai (1998)
Kuch kuch hota hai Anjali, tum nahi samjhogi

Mohabbatein (2000)
Mohabbat aur sangeet ka bahut gehra rishta hai, kyun ki dono ka janam dil se hota hai, aur dono ki kismat bhi dil ke kehne par nirbhar hai

Devdas (2002)
Babuji ne kaha gaon chod do, sab ne kaha Paro ko chodh do. Paro ne kaha sharab chodh do, aaj tumne keh diya haweli chod do, ek din aayega jab woh kahenge, duniya hi chod do

Kal Ho Na Ho (2003)
Aaj ek hasi aur baant lo, aaj ek dua aur maang lo, aaj ek ansoon aur pee lo, aaj ek zindagi aur jee lo, aaj ek sapna aur dekh lo. Aaj kya pata, kal ho naa ho

Swades(2004)
Main nahi manta hamara desh duniya ka sabse mahaan desh hai. Lekin yeh zaroor manta hoon, ki hum mein kabliyat hai, taqat hai, apne desh ko mahaan banane ki

Don-the chase begins (2006)
Mera intezaar toh gyarah mulkon ki police kar rahi hai lekin, Don ko pakadna mushkil hi nahi ... na mumkin hai

Chak De India (2007)
Sattar minute, sattar minute hai tumhare paas

Om Shanti Om (2007)
Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho toh poori kaynaat usse tumse milane ki koshish mein lag jaati hai

My Name is Khan (2010)
My name is Khan, and I'm not a terrorist

Jab Tak Hai Jaan (2012)
Teri aankhon ki namkeen mastiyan teri hasi ki beparwah gustakhiyan teri zulfon ki lehrati angdaiyan, nahi bhoolunga main jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Chennai Express (2013)
Don't underestimate the power of a common man…

Raees (2017)
Koi dhanda chota nahi hota aur dhande se bada koi dharam nahi hota

Also read: 'Take care King,' SRK's fans gather outside Mannat on his birthday eve

"Exciting news! Mid-day is now on WhatsApp Channels Subscribe today by clicking the link and stay updated with the latest news!" Click here!
Shah Rukh Khan bollywood news Entertainment News
Related Stories